Advertisement

KineMaster Without WaterMark Latest Version 2021

 



KineMaster Without Watermark Download-Latest Version 2020-2021

Doston Aaj ham baat karenge kinemaster app ke bare main, KineMaster Without Watermark Download, latest version aap Kaise download kar sakte hai. 

Agar aap is kinemaster se apni video ko edit karte Hain, To aap ki video mein watermark nahin aaega. main aapko bataunga kaise aapko isko download karna hai, aur sath hi sath main aapko iske features ke bare mein bhi bataunga, kaise aapko iska use karna hai kya  aapko ismein features milne Wale Hain. 


WHAT IS KINEMASTER?  

So guys kinemaster aik bahut hi achcha editor app hai, jismein  aap apne kisi bhi video ko ek professional tarike se edit kar sakte hain, chahe aap YouTube videos ke liye use Karen, ya FIR Tik Tok, ya FIR other platform ke liye use Karen, aap ismein kisi bhi video ko aasani se bahut easy tarike se  edit kar sakte hain. 

kinemaster app se  Ful HD mein Apne kisi bhi video ko export kar sakte hain, quality ekadam achcha rahega aapka quality nahin fatega. kinemaster se aap film aur animation wali video ki editing bhi kar sakte hain. 

Kinemaster Next Level Effect?

kinemaster se aap apni video mein bahut sare effect use kar sakte hain. jo ki aap ko kafi sare effect kinemaster mein mil jaate Hain, aur kinemaster mein aap green screen videos bhi edit kar sakte hain, green screen Wale videos bhi banaa sakte hain. 

so guys ye tha kinemaster ke bare mein, thoda sa preview jo ki main aapko bataya. ab ham kinemaster ke kuchh most important specification ke bare mein jante Hain. tu Chaliye shuru karte Hain. 

KineMaster Without Watermark Download? 


KINEMASTER WITHOUT WATERMARK SPECIFICATIONS?  

1-Create Video Edit & Share 

2-Add Multiple layers 

3-Chroma key 

4-1000 Plus Assets Effect 

5-Pro Audio Tools 

AND MORE? 


Kinemaster mein aapko aur bhi bahut sare features, music, bahut mil jaate Hain. ab chalo kuchh specification ke bare mein, aapane baat ki ab main aapko batata hun ismein aap apni video ko edit kaise karenge. 

1-KINEMASTER BEST EDITING SOFTWARE? 

So guys Editing start karte hain.

1-sabse pahle aapko Apne kinemaster app ko open karna hai. 


2-Open Karne ke bad main aapko start project per click Karna hai. bich wale Plus ke icon per click Karna hai.





 
3-Ab aapko ratio select karna hai, aap  YouTube ke liye video banana chahte hain, ya FIR Instagram, ya FIR TikTok, YouTube ke liye banana chahte Hain To, 16:9 ratio select karenge Tik Tok ke liye banana chahte Hain, To 9:16 ratio select karenge. Instagram ke liye banana chahte Hain to 1:1 ratio select karenge.


 4-ab aap jis bhi video ko edit karna chahte hain, us video ko kinemaster mein add karenge, add karne ke liye aapko media ka option Diya gaya hai, ispe click karke Jo bhi aapki video hai use yahan per add kar lenge.



5-Ab aap ki video yahan per add ho chuki hai, aap ismein ek chij notice karo ismein aapko watermark dekhne Ko nahin milega, aapki video mein watermark nahin aaega ab aapko apni video ko edit karna hai. 

No Watermark?

Apni video mein agar aapko lagta hai, ki meri video mein kahin per  kharab paat hai, aage main piche mein  ya FIR bich mein, To vah part ko aap cut kar denge, video per click karenge uske bad mein kaichi ke option per jaenge right se kaatna hai, to trim to rite of plyhead karenge.

left se kaatna hai to trim to left of plyhead karenge aur agar bich mein se kaatna hai to split at plyhead karke aap usko bich se kat denge. jo bhi aapki video main aapko lagta hai kharab part hai, use is  tarike se nikal denge. 

Use Music And Effect?

aur uske bad main aapko yahan per kafi sare option mil jaate Hain. music use karna hai, to music wale option per click karke, Jo bhi aapko music chahie vah ismein add kar lenge. aur agar aap voice over karna chahte hain to voice over ka bhi option hai, aap ismein voice-over bhi kar sakte hain. aur layer per click karke aap ismein aur bhi layer add kar sakte hain. multiple layer aap ismein add kar sakte hain. 

ADD EFFECT ?? 

aur agar aap ismein effect ka use karna chahte hain, to aapko layer ka ek option dikhega, aap is per click karenge aur overlay ka ek  option milega, aap us per click karenge, aur kafi sare effect aapko milenge unhen download kar lena hai. aur apni video mein aapko use kar lena hai.

aur aapko store ka bhi option Diya gaya hai. aap store wale option per click karke kafi  sare effect download kar sakte hain. music download kar sakte hain. aur apni video mein use kar sakte hain. 

Final video Edit Save to Gallery?

jab aapko Lage ki han Mera video edit ho chuka hai, acche se to aapko apni video ko export karne ke liye share ka ek option hai. aap use per click karenge resolution select karke apni video ko export kar lenge. video aapka export hone ke bad mein aap ki gallery mein save ho jaega. aur aap kahin per bhi apni video ko upload kar sakte hain. 

Two guys kinemaster app ke bare mein aapane bahut kuchh Jana, aur video edit kaise kiya jata hai vah aapane Jana, ab baat karte hain ki aap is kinemaster app Ko download kaise kar sakte hain. 

KineMaster Without Watermark Download-Latest Version 2020-2021 

HOW TO DOWNLOAD KINEMASTER ?? 

Aapko ise kaise download karna hai, download karne ke liye aap dekho yahan per niche main aapko download ka option Diya Gaya hai.

Click Here

Download Link?

download aap ISI par click karenge, click karne ke bad  mein aap kinemaster ke download link per pahunch jaenge. aap apne phone ke hisab se jo bhi aapko kinemaster ka version chahie vah aapko select kar lena hai. aur uske bad mein aapko download kar lena hai. download karne ke bad mein aap iska  bahut easy tarike se use kar sakte hain. 

KineMaster Without Watermark Download-Latest Version 2020-2021 

so I hope ki guys aapko acchi tarike se samajh mein aa Gaya. kinemaster without watermark App aapko kaise download karna hai. Post aapko pasand aai hai, to share and comment jarur se karna.

THANK YOU SO MUCH; 





Post a Comment

0 Comments